When it's real, it's real
I don't need to explain it to you
I don't even need to write it to you or even sing it to or
You just gonna feel right
Meri har khwaishe hoti nahi puri, par firbhi hota koi dukh ni
Nahi waqt hoti nahi deri, miljaati cheeze saari mujhe
Bas uske sapno mein aata !
Auro ka pyaar ni sarhaata
Nahi chhoda mujhe kahi ka
Uski maa ke liye awaara huun main kahi ka
Kisine pyaar ke liye toh shayad hai sahi kahaa
Usse nahi pata farak, galat aur hai sahi kya !
Bas uske sapno mein aata !
Auro ka pyaar ni sarhaata
Nahi chhoda mujhe kahi ka
Uski maa ke liye awaara huun main kahi ka
Kisine pyaar ke liye toh shayad hai sahi kahaa
Usse nahi pata farak, galat aur hai sahi kya !
Par woh ab bhi meri dil aur jaan hai, (i love you)
Mujhe lage main devdas, bas mere haath mein ni jaam hai
Ye gaane nhi khat khulle aam hai !
Uske baaki bande sunke ye hairaan hai !
Mere bina kaise reh sakti dur tu ?
Waise mujhe yaad rakhti zaroor tu ?
Aage badh kar, chali gyi mujhse dur tu
Peeche apne sapne kargyi choor tu
Tera hone ka legyi mujhse guroor tu !
Tera hone ka legyi mujhse guroor tu
Sach bolu toh main khush huun
Milta koi ni meri tarah dekh
Hoti ginti apni saath ek, ayy
Sakta hai teri aankho mein
Sachha pyaar nhi le sakti laakho mein
Sachha pyaar nhi le sakti laakho mein