Woh kar sakta meri baraabari ni !
Woh meri kar sakta baraabari ni !
Mujhko khokar tujhe kya mila ?
Tujhse kehti meri aankhe bhi nhi
Woh tere liye sahi hi nhi
Aur mujhme koi kharaabi hi nhi
Woh kar sakta meri baraabari ni !
Na ab koi muqabla ni mera
Kuch mujhe kyu hai sunaai kyu ni dera, kyu?
Kyoki koi jawaab hi ni mera
Woh kehte bohot kuch par koi jawaab hi ni mera
Na ab koi muqabla ni mera
Kuch mujhe kyu hai sunaai kyu ni dera, kyu?
Kyoki koi jawaab hi ni mera
Woh kehte bohot kuch par koi jawaab hi ni mera