Eh khuda kya hua jo puri na hui ek dua
Main yaha kyu yaha jab lakire hi thi mujhse khafa
Tere saath bhi tere baad bhi
Dur tu mujhse chali gayi hai
Najaane kyu yaad hai teri saans bhi
Har lamha jaari teri yaadon mein sadaao mein
Tujhe hi pukaaru tere pyaar ki sazaao mein
Mein bhi najane kitna rutha sa hi rehta hu
Thame tu mujhko bas ye khud se hi kehta hu
Jo hum hue hai juda tohmat dil pe na laga
Eh khuda kya hua jo puri na hui dua
Eh khuda kya hua jo puri na hui ek dua