Pehli jhalak teri aakhon mein hai
Kehdunga tujhse ek din kabhi
Jeena hai mujhko sath tere
Ghumshuda hogaya tere pyaar mein
Yun laapata hogaya apne haal se
Dil mera dhadke sirf tere liye
Khaabo mein bhi mujhko bas tu hi dikhe
Kyun itna sataye duri dikhayae mujhko bata jaana
Ab maan bhi jaa mujhe apna yaar banale na
Ghumshuda hogaya tere pyaar mein
Yun laapata hogaya apne haal se