Mere dil ke har panne pe bas
Se sunati hai geet koi jo
Maine likhe the baaton pe teri tu Firse le jana mujhko vahin
Shaamo me vo rang nahi hai
Aaja naa tu firse rang de
Shaamein meri apne rangon me
Yaadein tumhari hain yahi par
Ruk jana bas fir paas mere hi
Firse sunana baatein purani
Sapno mein sang tum le jana
Or rakh lena mujhe saath vahin par
Mujh mein hi gum tum ho jana