Zindagi Ka Zayeka Hota Hai Majedar
Zindagi Sabko Yaha Milti Hai Ek Baar
Zindagi Ka Zayeka Hota Hai Majedar
Zindagi Sabko Yaha Milti Hai Ek Baar
Kuchh Rang Jama De Kuchh Rang Uda De
Tujh Mein Hai Jitna Josh Ye Sabko Dikha De
Beirada Jina Yaha Hota Hai Bekar
Lelo Maja Har Pal Ka Kya Hai Bharosa Kal Ka
Lelo Maja Har Pal Ka Kya Hai Bharosa Kal Ka
Pal Mein Badal Jayega Sama
Dekhte Hi Dekhte Manjar Badal Jaye
Jhumte Hi Jhumte Jannat Najar Aaye
Kaam Hai Tere Aage Pichhe Rehna Hoshiyaar
Zindagi Ka Zayeka Hota Hai Majedar
Zindagi Sabko Yaha Milti Hai Ek Baar
Khabar Khabar Khabar Khabar Khabar Khabar
Sarpe Koi Iljam Utha Dil Mein Jo Aaye Karke Dikha
Sarpe Koi Iljam Utha Dil Mein Jo Aaye Karke Dikha
Sabse Haseen Hai Iski Ada Ye Zindagi Hai
Tu Aaye Saamne Jhuk Jaye Ye Jaha
Tu Jayega Jidhar Ban Jayega Raasta
Aate Jate Haadso Ki Tej Hai Raftaar
Zindagi Ka Zayeka Hota Hai Majedar
Zindagi Sabko Yaha Milti Hai Ek Baar