Jo ye dard mein sote hi nai
Inhe pyar ne toda hi sahi
Sikayat bhi karte hum kisse jo
Kisse bnane mein mahir the
Mashhur ye thehre ab galiyo mein
Pata sab hum hi samjhe hi nai
Hu janta tha sayad mein pahle se hi
Ki tu wapas se kaiyo ke piche hai
Mere jane ke baad se tu khelti thi
Ab mere liye tu bhi ab wahi hai
Kehna mein chahta hu words par
Dil mein wo thoda sa pyar hai
Baki ab karma pe rehne du
Tujhe kya hi ab aur main saza du
Ankhe kholu ab kisse na khafa hu
Bane gehre makan ko tod du
Ankhe kholu ab kisse na khafa hu
Bane gehre makan ko tod du
Teri hi baahon se chhut ke
Teri hi baahon se chhut ke