Tere khyalon mein baitha akela
Tere khyalon mein baitha akela
Bepanah chahat main karta tujh hi se ab
Saazishein karti mohabbat bhi mujhse
Teri khamoshi ko kya hum samjhe
Teri khamoshi ko kya hum samjhe
Isharo mein karna ab chahu main baatein
Kya samjhogi janeman mujhko
Nazre ni hatti ab ankhon se teri
Koi aake na ab mujhe roko
Tanhaiyon mein main guzra hu dard bhi
Tere ab aane se milta sukoon
Aur raahat hai chote se dil ko
Niharu main tujhko tu hai bhi haseen
Main kyun na hi fislu tu aati kareeb
Tere hone se hi mera hona hai lazmi
Tere hone se hi mera hona hai lazmi
Tere khyalon mein baitha akela
Tere khyalon mein baitha akela