Mujhe chahiye na ye ab tera pyar
Jitna karna tha kiya main intezar
Mujhe hoga na ye fir se koi pyar
Bandishe jitni thi toda maine aaj
Mujhe chahiye na ye ab tera pyar
Jitna karna tha kiya main intezar
Mujhe hoga na ye fir se koi pyar
Bandishe jitni thi toda maine aaj
Main tuta andar se khudko hi kosta
Kami na pyar ki mera kya dosh tha
Kal the karib aaj bane gair sa
Tere alawa na mera koi aur tha
Ankhe ye dard mein khudko hi ghurta
Sehta main gaya hu thoda majbur tha
Sard ki raaton mein wo bhi kya noor tha
Sach hai ye gaano mein tujhko hi dhundhta
Ankhe jab namm na koi kareeb tha
Dil mera saaf tu bana hoor sa
Pyar mein tere bana fitoor sa
Ankho mein tere ha kyu ye gurur tha
Kehta khuda se main kya ye naseeb
Panno pe dard se kiya lakir
Mile na kisi ko aisa naseeb
Jab karna tha dur kyu kiya karib
Mujhe chahiye na ye ab tera pyar
Jitna karna tha kiya main intezar
Mujhe hoga na ye fir se koi pyar
Bandishe jitni thi toda maine aaj
Mujhe chahiye na ye ab tera pyar
Jitna karna tha kiya main intezar
Mujhe hoga na ye fir se koi pyar
Bandishe jitni thi toda maine aaj
Raahat hai manzil ab dur hi rehta main
Tuta hu khwabo se dar sa hi lagta
Bewajah un baaton mein tere kyun main
Aaj bhi khudko hi kosta rehta
Na hota wo pyar na milta ye saza
Ha music jo bana hai jeene ki wajah
Hoon shayar ki tarah main baatein bhi karta
Jo likhta hu gaane to aata hai maza
Zamana ye bole to aaj bhi
Dil mere aashiq mizaaj par
Wo galtiyaan kaise main jane du
Gaano mein tera hi zikr ab
Kyun ki main tere khilaf hu
Bolu main sach to hoga hi dard
To chor na kya hi jawab du
Mujhe chahiye na ye ab tera pyar
Jitna karna tha kiya main intezar
Mujhe hoga na ye fir se koi pyar
Bandishe jitni thi toda maine aaj
Mujhe chahiye na ye ab tera pyar
Jitna karna tha kiya main intezar
Mujhe hoga na ye fir se koi pyar
Bandishe jitni thi toda maine aaj