Chahu use bolu kaise nahi rha hope
Karegi haa ya kar degi mujhko to ghost
Pyar hai 1 sided she doesn't even know
Sayad se milenge hum thoda mujhe hope
Aawaz suna game mein jab boli mujhe kon
Uske thode yaar fir bane hum dost
Rehti bhale dur hi sahi wo
Milta sukoon jab bhi dekhu
Na text avi aate mujhe game ko
Karti acche kam mujhe pta bro
Uski ek muskurahat re goy yanan aan
You don't know how i feel ankhe hoti meri nam
Janta hu ek kavi honge nahi hum
Fir v pyar tere liye mera hoga nahi kam
Thame sanso ko aaj fir ghayal hue hum
Ek jhalak kafi jo dekhe tujhe hum
Chahu jeena sath tere 7 aur janam
Lage maya mein hi maza aur chahiye na gum
Karta stalk use pata nae wo jaan meri
Jatata nae par kehta sabko wo pehchan meri
Jo tere layal na uske liye kyu jaan deri
Meri ankhon mein dekh pyar hai ye wahi
Karta stalk use pata nae wo jaan meri
Jatata nae par kehta sabko wo pehchan meri
Jo tere layal na uske liye kyu jaan deri
Meri ankhon mein dekh pyar hai ye wahi
Chahu use bolu kaise nahi rha hope
Karegi haa ya kar degi mujhko to ghost
Pyar hai 1 sided she doesn't even know
Sayad se milenge hum thoda mujhe hope
Aawaz suna game mein jab boli mujhe kon
Uske thode yaar fir bane hum dost