But ready for the show, oh
The pehle kaafi ab gine-chune bache...
Gine chune bache par jo saath hai
Woh toh rehne waale hai hamesha
Woh kehte mujhe jeena jaari rakho
Par yeh toh na hai mera pesha.
Mera pesha jaise jailer, tu kaidi na tu mera chela
Tu hai ki nahi, rehke bhi bheed mai khojaata jaise koi chehra
Mai sunke bhi banta behra, mai chunnke bhi kabse thehra
Zakham mera bhi hai gehra, har apna lagta gair, ah
Dard dene wala hi toh dard-e-dil ko jaam de
Palko ko aaram de, rone ko de kaandhe
But ready for the show, oh
The pehle kaafi ab gine-chune bache...
Thhe pehle kaafi ab gine-chune bache
Thhe pehle kaafi ab gine-chune bache....
Ha, meri koshish kabse jaari, mai na hu bhatakne wala raahi
Raaton ko mai khaali raahon pe bichchadu kaalin
Aladdin, Aladdin, bina parr ke udta hu mai kaafi
Ichcha meri rehti na hai baaki.
Doob jaau mai inn raaton mai
Toh baahon mai tu lele ab mujhe
Har jagha dikhta hai jadoo
Mai poori ki poori batadu
Aladdin, yeh kaalin na udne hai wali ab aa tu
Sharabi hai sham ye gale se me tuje lagalu
Nasha bhi hai sath jo tere sare mei ghum bhi bhula du
Hai deta khwahishein bas teen yeh
Ha, meri koshish kabse jaari, mai na hu bhatakne wala raahi
Raaton ko mai khaali raahon pe bichchadu kaalin
Aladdin, Aladdin, bina parr ke udta hu mai kaafi
Ichcha meri rehti na hai baaki
Doob jaau mai inn raaton mai
Toh baahon mai tu lele ab mujhe