Chalte chalte aa gaye hum akhiri mod pe
Aap ki khatir apni saanse hum kyon chor de
Hum tumhari raaton ke khud shikaar bane
Phir bhi hamara becharapan kahe ki tum ho sarphire
Gawah hain wo saari sadke
Gawah hain wo saare waade
Jo todne ke liye tumne kiye
Chalte chalte ruk gaye kyon hamari yaad mein
Nazuk se tumhare aansu dil kyon chor de
Zaroorat hamari hogi tumko us akhiri mod pe
Jab Saanse tumhari dengi tumko jeene ki mushkiley
Gawah hain tere saare nakhre
Jo mere dil ne har din har pal sahe