Tumhara Kehna aasaan tha zaroort utni na thi ab hamari
Dil badal se gaye the yaadein bachi hain bas tumari
Hum hosh mein hosh kho gaye
Pehli he baar mein kyon tere ho gaye
Kaise tere hue khud se parey hue
Door aasaman mein jo thi likhi kabhi
Hakikat se hum haare is becharey dil ko kaise sambhale
Jab rahe na tum hamare to kaise tumhe apna banale
Hum hosh mein hosh kho gaye
Pehli he baar mein kyon tere ho gaye
Kaise tere hue khud se parey hue
Door aasaman mein jo thi likhi kabhi