LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Behte Behte (feat. Jhanvi Soni & Mihir)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kahan ye aankhein khuli
Puch raha hai pata
Ghira hai jungle ghana
Sang koi nahi karwaan
Chandni aur taare hazaar
Bikhre hue hai
Hai patwaar bhi
Kahin Laapata

Khanabadosh hu ghumta
Dhundh raha apna pata
Roke na ruke thame na
Kisike liye
Zindagi ye do pal ki
Toh chale

Lehro ke sang
Behte Behte
Khamosh hai ye sama
Khamosh hai ye sama

Shab ye dhalne lagi hai
Hone lagi hai subah
Lehro ke tevar bhi
Zara tham gaye hain yahan
Kahan tha majhdhar main mai
Kinaara mujhe mil gaya
Chaaya ghana jo kohra
Manzar main ghulne laga

Nadi hai ye beintehaan
Musafir wahi waseela naya
Hai kisi pata
Hai kya falsafa
Zindagi ye do pal ki
Toh chale

Lehro ke sang
Behte Behte
Khamosh hai ye sama
Lehro ke sang
Behte Behte
Khamosh hai ye sama
Khamosh hai ye sama

WRITERS

Jhanvi Soni, Mohit Baid

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsdown Icon
Theme

None