LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

PUCHO NA

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Nazrein tujhko hi dekh ke
Jhuk si kyun jaati hai
Masoom si tujhko na dekhe toh
Taras si kyun jaati hai
Samjho ishaare tum
Pyaar humare tum
Dil ki ye dhun ke bhi
Ho saaz humare tum
Tere naam se mere naam ko
Haa jod ke dekha hai
Achha lagta hai
Panno ke peeche yun maine
Chupake haa likha hai
Dar sa bhi lagta hai
Dekh lena koi usse
Keh dena koi tujhe
Ke pyaar hogya mujhe
Tere dil se

Dil ye tujhko paane ki
Hasrate karta hai
Dil ye tujhko dekhne ke
Bahaane bunta hai
Pucho na dil se tum
Hai ye bechara gum
Dhoond ke is dil ko
De do panah tum
Tere naam se mere naam ko
Haa jod ke dekha hai
Achha lagta hai
Panno ke peeche yun maine
Chupake haa likha hai
Dar sa bhi lagta hai
Dekh lena koi usse
Keh dena koi tujhe
Ke pyaar hogya mujhe
Tere dil se.

WRITERS

LOKESH YADAV

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other