Main raahi ghumshuda Tere pyar mein
Main kahin kho gaya teri yaad mein dil rodiya
Kyu khuda aj bhi dil usko khojta Lapata Hogya Vo kahan
Tu kahe to din raat ko main samjhloon
Tu kahe jo chal to aag par bhi main chal doon
Lakeeron mein jo the nahi to khawabon mein bhi mat aao
Bhul jaunga tumko bas mere dil se to nikal jao
Jala chuka tasveer bhi teri yaadon ko hai mitana
Par Mujhmein tu hain basi dil mein hi tera thikana
Tu rahe na jo sang kya wajah dil ko main doon
Hai jawab de bata ya bewafa keh doon
Tu na jaane mere halaat ve
Puchta main har ek raat se
bewajah kyun choda mera saath weh