Khoobsurat si Seerat dekh li maine jab se teri dil na lage
Maanmaniyan kar raha hai dil tabse paane ki tumko har martabha
Sochta nahi ye ab kuch tumhare siwa
Tuhi ban gyi bas iske jeene ki wajah
Yeh tumhara Bas tumhara hai
Yeh tumhara bas tumhara hai
Teri vo payal ki chanak si abhi tak mere kaanon mein gungunati
Teri ankhon ka ban jau surma jo tu dikhaye vo meri duniya ban jaye
Khojta raha bas tujhko darbadar yahan
Milgaya Hai Dil Ko Jaise Ghar Ka Aashiyaan
Yeh Tumhara Bas Tumhara Hai
Yeh Tumhara Bas Tumhara Hai
Tu Jo Kahe Teh Channa Taare Todh Daan
Duniya Vi Mein Tere Waal Nu Modh Da
Tere Baigar Jeena Eh Bas Na Gawaara
Mujhko Apnale Tere Pyar Mein Main Awaara
Roke Bhi Ruke Na Dil Ab Kitna Bhi Sambhale
Ye Toh Bas Tera Hi Rehna Todh Ya Nibhale
Yeh Tumhara Bas Tumhara Hai
Yeh Tumhara Bas Tumhara Hai
Yeh Tumhara Bas Tumhara Hai
Tere Baad Ye Dil Jee Na Payega