LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

ILLICIT Original

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Dushman ki kundali mein bane Shanivaar baithe
Kismat ke dhakke maar khol ke kuwad baithe
Peshian pe aaye kahin jail tak faraar baithe
Yaar mere bina visa mulka ka bahar baithe
Dukh bahut jhele baithe jhele nahi hai thode mein
Sabra ke ghoont bahut piye baithe bhole mara
Kuch nahi idhar hai bhai rehn de tu role mara
Maari maari chot banda ro aa ke chode mein
Dino din rise kara kaam saare wise kara
Paper aaya karwai kade na revise kara
Teen din typhoid teen din fries kara
Steam boiled diet kahun kade na surprise kara
Man mein toh gaal de re bahar bole hello guys
Dil kaale loga ke ra body saari sanitize
Aankh chale meech lewa kheech lewa chadte na
Wafadaari karoge toh dhokhadhadi mile price
Polymer medicine dhar rakhe ni steel aale
Fatfati teri tarah dhunde ni yaar reel aale
Laash bhi nahi dende ra belong us kaam ta
Ha ha thaane baithe paad dewa parchi appeal aale
Maare kare kaand moment unde phire camera mein
Jaj gale peewa chaah keel aale chamber mein
Yaad rakhi fer tu Husainpuri Lambra mein
Kal jo kadhai thi wa thoke aaj car baithe
Chandigarh wardat karke izhaar baithe
Dushman ki kundali mein bane Shanivaar baithe
Kismat ke dhakke maar khol ke kuwad baithe
Peshian pe aaye kahin jail tak faraar baithe
Yaar mere bina visa mulka ka bahar baithe
Raja M.R. ji ke log kade kara ni koi follow solo
Aaye solo gaye jaana zindagi ta solo bhai
Peeth pe kyu bolo mera shami karo baat kon kade
Aade jaanu aade sab ki aukat
IPhone rakhe baat mind ke mein tag karu
Matlabi loga ke lakh kade na collab karu
Gire bhai saagi toh mein banju waise keeper
Maajaye rishte mein kade bhi na gap karu
Dusre bhi bhar liye dairy meri papa aali
Aasteen mein liye phiru baat kare saapa aali
Boodhe ho gaye kaiyu ra khel ke siyast mein
Chora rap mein panchayat jo hai khapa aali
Gal mein jo haath aaye tod dewa shoulder ta
Bina right click file move kara folder ta
Aangli trigger pe hai taane hathiyar baithe
Jhoot ke mohalle khol sat ka bazaar baithe
Dushman ki kundali mein bane Shanivaar baithe
Kismat ke dhakke maar khol ke kuwad baithe
Peshian pe aaye kahin jail tak faraar baithe
Yaar mere bina visa mulka ka bahar baithe Oye

WRITERS

Lxcky

PUBLISHERS

Lyrics © TalantonCore

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other