Corona se don't get found
Sabhi hai ek hi haalat me
Warna ghatna durghatna hai
Curfew pure desh me laagu
Kuch din ki baat de saath
Ghar walo ke saath kar baat
Sadiyon baad kuch hafto ki
Ghar me sab baitho chup chap
Corona se don't get found
Bachna hai ho jao underground
Manushya hi manhus kehelaya
Tarakki nahi yeh hai vinaash
Garmi sardi rahi toh theek warna laash
Corona se don't get found
Bachna hai ho jao underground