Tere siva mai bol kaha pe jau
Teri jagah yeh hai mai naam likhau
Mazak mein na kahu jab kahu mai
Fake naa woh dil se promise
Promise sab dil se honest
Need nahi koi 'vent jo thomas
Kiya par jaana 3 round wapas
Love chaiye tera dil se bas ab
Jaha jaye tu chidke star dust
Taarif mein bhar du kaagaz
Jaan na tuje start kar starters
Phool ko kya diye jaate flowers?
Phele bestfriend phir lovers
Jaise laga electric tower
Tere siva mai bol kaha pe jau
Teri jagah yeh hai mai naam likhau
Mazak mein na kahu jab kahu mai
Hath se khilana tuje sapna lagta
Saath jab andar ka mere bacha hasta
Jo chahta hamesha rahe paas
Jo tere door jaane se darta
cnkho mein dekh agar lage jhoot
Goosebumps yeh naa kabhi kahe jhoot
cnko mein dekh woh kahe truth
Goosebumps khahenge meri kahani khud
Tere siva mai bol kaha pe jau
Teri jagah yeh hai mai naam likhau
Mazak mein na kahu jab kahu mai