All I wanna do is run home to you
Kehna yehi ke hai rehna meinay close to you
Gehraayi mein mei kharra iss samandar mein madhosh hi rahoon
Till the day that I make a mistake
I'm yours mein kya kahoon
You're my great escape rehna chahta
Teray kol mein tou yu roohbarooo
Mein chup ke karta rehta hun ye duaein
Parh ghaur se jo likhi shayari ki kitaabein
Khud ko na rok aaja yahan
Said I'd try and I did girl I really really wanted to be good for us
Knew the do's and the don'ts khenchoon tujhay apni ore tu door ho jab
Tha dikhataa tujh ko sapnay kiye pooray sab
Khair saaray tou nahi par khair
Labbon pe hai jaisay hon bol
Tu hi hai iss dil ki khoj
Mein chup ke karta rehta hun ye duaein
Parh ghaur se jo likhi shayari ki kitaabein
Khud ko na rok aaja yahan
Tu ne yun neend ko meri aisay par lagaye
Ke udh gayi hai, paar ki ye sab fizaein
Poochun main ke chaloon tou wo sar hilaye
Pyaare naghmay ab jaa ke lagtay seedha dil pe
Mil ke tu bhula de sadmay
But if you wanna know why I feel this way
Then I cannot say, but you got me in a daze
Been a couple of days, I wanna see your face
Always on the move, got a lot up on my plate
But I can make room if you feel the same
All that I can do is pray
Mein chup ke karta rehta hun ye duaein
Parh ghaur se jo likhi shayari ki kitaabein
Khud ko na rok aaja yahan