Hazaaron taaray chamakte hain kyun?
Samajhte hain kyun nahi woh ke
Mere khuwabon ke jahaan may
Karta hoon mein ab tou bas tera intezaar
Teri nigahoon ke iss darya may hoon mein doo—
Hain laakhon khuwahishen aisi
Ke dil toot gaye hain par hum hain yahin
Yeh andheri raatein, yeh unkahi baatein
Mere mann se kahein ke aagay
Ke mere khayaalon may tera panchhi urta raha
Teri nigahoon ke iss darya may hoon mеin doo—