Sukh chukien hain ankhein yeh
Tanha baitha shaamon mein
Ke ab tu saya bhi mera na dikhta
Khud hi khud mein mar hoon chuka sa
Zindagi se mein aisa tha hara
Thodi galti si kar di bata ke
Teri ruswaiyon se tha darta
Pehle pagal sa phirta tha teray
Ab tu pathar sa baitha hoon rehta