Aur Kisi Ki Baat Kya Karni
Ha Masti Bhi Kudh Mast Hai
Ho O Aaj Mili Thi Maa Ko Aazadi
Aaj Mili Thi Maa Ko Aazadi
Jhoom Ke Gaao Matwale O Dilwalo
Aaj Pandraha, Aaj Pandraha
Aaj Pandraha, Aaj Pandraha
Jhoom Jhoom Kar Gaao Re Gaao Re
Jhoom Jhoom Kar Gaao Re Gaao Re
Tha Aaj Ka Suraj Chanda Jaisa
Aur Aaj Ka Chanda Suraj Jaisa
Tha Aaj Ka Suraj Chanda Jaisa O O
Aur Aaj Ka Chanda Suraj Jaisa O O
Hai Aaj Ki Har Baat Anokhi
Hai Aaj Ki Har Baat Anokhi
Sab Raato Se Ye Raat Anokhi Ye Raat Anokhi
Jhoom Ke Gaao Matwalo O Dilwalo
Aaj Pandraha,Aaj Pandraha
Kesari Safed Aur Hara Hai
In Rango Se Hai Desh Bhara
Kesari Safed Aur Hara Hai
O Ye Rang Hai Itne Anokhe
Kabhi Na De Ye Kisi Ko Dhokhe
Isliye To Kahte Hai Jhoom Ko Gaao
Jhoom Ke Gaao Matwalo O Dilwalo
Aaj Pandraha,Aaj Pandraha
Aazadi Ke Liye Hum Ne Kya Kya Khoya
Gandhi,Nehru Sang Subash Bhi Roya
Baghat, Rajguru Aur Sukh Dev
Hum Ne Kaise Kaise Chailo Ko Khoya
Lala Lajpat Rai Aur Tilak Ne
Mahrana Partaap Aur Shivaji Ne
Apne Khoon Mein Khud Ko Duboya
Unke Liye Saara Desh Roya
Unke Liye Saara Desh Roya
Jiss Jiss Ne Tha Gulami Ka Bojh Tha Dhoya
Jiss Jiss Ne Tha Gulami Ka Bojh Tha Dhoya
Unke Liye Bisham Sang Asfaq Bhi Roya
Asfak Bhi Roya Sang ,Asfaq Bhi Roya
Maati Uthakar Tilak Lagao
Teen Rango Ki Shamaa Jalao
Maati Uthakar Tilak Lagao
Teen Rango Ki Shamaa Jalao
Teen Rango Se Hai Ye Tiranga
Teen Rango Se Hai Ye Tiranga
Har Bharat Wasi Iss Ka Patana
Har Bharat Wasi Iss Ka Patana
Jhoom Ke Gaao Matwalo O Dilwalo
Aaj Pandraha,Aaj Pandraha