LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Tell Me

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Baby tell me
Mere bina katti hai teri raatien kaise ?
baby tell me
Tujhe apna bnaya haan kisne kaise ?
Baby tell me
Tere sang nahi jab tujhe lgta kaise ?
Baby tell me
Paas hoke bhi tu door fir jeena kaise ?
Baby tell me
Kyu teri yaadon mai jee bhi na paaya
Baby tell me
Tu kyu mere aanusun ko pee bhi naa paaya
Baby tell me
Kyu teri yaadon mai jee bhi na paaya
Baby tell me
Tu kyu mere aanusun ko pee bhi naa paaya
Ye shaamien meri dhalne lgi hai
Kyu hui ab raat nahi
Tere bina jisko bhi mai chahu
Han tere waali bat nahi
Haan tere waali baat nahi
Tu hoke bhi haan saath nahi
Dhundhu ghar ka mai raasta par
Ghar ka pata nahi
Kyu ?
Baatien poori nahi tere bin ab
Kyu ?
Hosh nahi hai mujhe tere bin ab
Kyu ?
Tere mere na vaasta hai
Kyu ?
Kyu ?
Baby tell me
Kyu teri yaadon mai jee bhi na paaya
Baby tell me
Tu kyu mere aanusun ko pee bhi naa paaya
Baby tell me
Kyu teri yaadon mai jee bhi na paaya
Baby tell me
Tu kyu mere aanusun ko pee bhi naa paaya

WRITERS

Mahir Baweja

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other