Jee na lage tere bagair Mera
Toh main Marke Amar ye pyaar kru
Jee na lage tere bagair Mera
Toh main Marke Amar ye pyaar kru
Mile hain toh bhi मीलों ki doori hai
Tu Mujhe har Pal mein zaroori hai
Bina tere na Chalte kadam mere
Bin tere Baharein adhoori hain
Dekhu tujhe toh jeene ki wajah dikhe
Jo tu na dikhe na baaki jahan dikhe
Khamoshi teri khaati hai sukoon mera
Aawazon mein Teri mujhe dawa dikhe
Tu mereliye paani main pyaasa
(Panna)Main bin tere khaali rehjaata
(sang)bitani tere aadhi se jyada Zindagi
Jee na lage tere bagair Mera
Toh main Marke Amar ye pyaar kru
Jee na lage tere bagair Mera
Toh main Marke Amar ye pyaar kru
Mujhe haisiyatein meri bas itni bnani
Jo main bhool jau sab bhi
Ho wajaho mein pehle pe tu
Jo main kisise chhupau na
Hona Shuru aake rukna tujhi pe bss
Talaashna hai chhupna tujhi mein bss Humesha mujhe karna tere liye itna
Kamaane mujhe aansu khushi k bss
Jee na lage tere bagair Mera
Toh main Marke Amar ye pyaar kru
Jee na lage tere bagair Mera
Toh main Marke Amar ye pyaar kru