Teri mojudgi or shaanti mahaul mein
Ye baatein dono krni sahi ni eksaath mein
Kisine bola h kuchh? Ya fir lada kisise?
Aise khamosh na reh gussa hi nikaal le chal
Kuchh toh btaade -Aise kaise yun ChupChaap hai tu
Khudse khafaa hai yaa Zamaane se naaraz hai tu

Apne hisse ka karke khatam pehle
Rakhta tha behno ki cheez pe nazar
Kaise bhooljata hai daily tu khana waqt par ?
Sabse baatuni ladka ghar ka
Jaanta /Samjhta ho jo khudse jyada
Baatein mujhse saajha krle
Gumm bhi aadha - aadha krle
55:45 likhke bhoolna ni tha
Aaina dekh Achhe Bachhe jaise
Wo samjhenge narazgi kya?
Ehmiyat khudki par jaan bhi jaa
Chidiya daana bhi na khaaye
Poora chamakta h chand bhi na
"Kyu na Adchan hi ukhaad fenku?"