Wo Darr mein dard btaye na
Chehre pe jaan ke ghumm aajaye na
Wo paagal naadan na jaane kyu soche pta mujhe laga na paayega
Aaina kaise bhla fir hasske dikhayega
Akele Rehne na du main preshaan yu
Akele Rehne na du main preshaan yu
Hai Sach mein sach toh sach hai
Deta hai Khuda bhi duaa se jyada
Mere hisse ka poora ka poora hi maange
Tere Layak Hona mumkin nahi
Kismat bina tu Mil na pata
Koi bhi aadha bhi kabhi bhi kr na paaye
Wo Karke dikhata or kehta
Main Jyada Kru Chlo Shart lagaayein?
Wo soche na Aanch aaye mujhe
Kaise Akela angaaro pe chalne du
Jeet mein Barabar haqdaar btaaye
Roye tu kandhe rakhke sar
Ni bhaata murjhaya chehra toh Muh ni ferna Nibhata farz aise
Aansu or hasee ho ek hi waqt
Akele Rehne na du main preshaan yu
Akele Rehne na du main preshaan yu