LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

infatuated (Male Version )

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Wo karti Ishaare
Kehti nahi hai
Raaton mein aaye
Rehti nahi hai
Palke bichha aankhein
Baithi rahi hain
Sunnleti hai baatein
Kehti nahi hai
Socha tha jaisa
Waisi nahi hai
Behtar hai khaaboooo se bhi mere
Behtar hai khaaboooo se bhi mere
Behtar hai khaaboooo se bhi mere
Waise toh hoon main bhi ziddi bada
Par uske ishaaro pe chalna toh haan
Dil lejaa seene se aa dede Isko rihaayi ye kabse hai qaidi raha par
Wo karti Ishaare
Kehti nahi hai
Raaton mein aaye
Rehti nahi hai
Palke bichha aankhein
Baithi rahi hain
Sunnleti hai baatein
Kehti nahi hai
Uske
Lafzo ki narmiyaan
Saanson ki sardiii
Baaton k jaalo mein uljha hai mann-meraa
Baaton ki mastiyaan
Jaadu si
Bas isharo se Karti hai kaaboo wo tann meri
Raatein kaali Uski Aankhein hai jugnu
Phoolon mein kahan uski
Zulfon si khushbu
Wo ladka nahi hu __jo surat pe fislu
Par fansjaata phir bhi jo hota
Wo karti Ishaare
Kehti nahi hai
Raaton mein aaye
Rehti nahi hai
Palke bichha aankhein
Baithi rahi hain
Sunnleti hai baatein
Kehti nahi hai

WRITERS

MaK MusicK

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other