Andhero ka ban gaya jugnu tere
Karun kya main chaand nahi hoon
Tu jaane haalat nahi the sahi
Main bura insaan nahi hoon
Kyu poochhrha mere ghar ka pta
Na maang kiraaya tu maang le jaan
Tha tujhe marne se bacha-ya jisne
Wo mol pe karta swaal apne
Lage kyu mere aansuo mein tezaab
Wo kahe jazbaat smbhaal apne -magar yun
Aadatein mujhko _daalni thi kyu?
Marne hi deta_zindagi di kyu?
Apna kehna tha_ laazmi hi kyu?
Andhero ka ban gaya jugnu tere
Karun kya main chaand nahi hoon
Tu jaane haalat nahi the sahi
Main bura insaan nahi hoon
Haan mere sar-aankhon pe thi teri naarazgi
Tu rakhe parda ye kyu bta ye na laazmi
Teri aankhon ki hi toh h mujhe tishnagi
Tu na dekhe toh mujhe bhi main bhaata nahi