LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kathputli

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jo bhi main karta raha hu
Wo karta raha ya kraya gya hai ?
Kya darr mera darrne k layak
Ya darr hai bas kyunki draya gya hai?
Main uljhan mein hoon
Toh ye jaal hai kiska ?
Mujhe kyu fansaya gya hai ?
Jitna jo Chup baitha Sehta
Kyu Utna swaal uthaya gya hai ?
Dikhti nahi डोरें
Mujhko काबू karti hain jo
Bas mein nahi kyu khudke
Kathputli nahi hu toh
Dikhti hi nahi डोरें
Mujhko काबू karti hain jo
Bas mein hi nahi kyu khudke
Kathputli nahi hu toh
Kar kya lengi lakeerein
Thaanu na chalne ki toh
Bas mein hi nahi kyu khudke
Kathputli nahi hu toh
क्या सही में है ही अंधेरा ?
या मैंने ही खोली नी आँख ?
क्या समझी है मैंने भी वैसी ही -
थी जैसी गयी बोली बात ?
क्या धरती के दूजे तरफ़ मैं ?
क्या होती है सुबह या रात ?
या ज़िंदगी कोख है दूजी ये -
होगा जन्म दूजा मरने के बाद ?
Kya honge wo raazi samjhne ko ?
Kehne ki kya meri hogi majaal ?
Kya karpana ginti hai mumkin
Ye kitne samete rehashya kapaal ?
Ye kya/kitna/kyu/kaise chhodo
MAIN asal mein hu bhi ya nahi ?
Jo jeevan उद्देश्य k bhookhe hain
Unko parosi ye roti-Swaal...
Meri marzi bhi kitni Meri hai ?
Bhla kitne mere hain fainsle ?
"Jiye apne liye toh kya jeena " -
Ye baandhe rakhne k पैंतरे
Jhoot k badle mein mili khushi ka
Jo karta hai peecha
Kya hogi us ghum ki intehaa
Wo प्रतिमा लकड़ी की बनाते
पेड़ को काट के फ़ल की इल्तेजा
Magar mujhe kaabu kre jo
Wo khud bhi kisike hai kaaboo mein kya ?
Kya usko pata hai sahi wo
Ya auro ki nazar mein hone ki chaah ?
Naman hai mera us beti ko
Pitaa k aage jo chune na pyaar
Par beti ki khushi k upar zamana kyu ?
Pitaa se ye mera swaal
Dikhti hi nahi डोरें
Mujhko काबू karti hain jo
Bas mein nahi kyu khudke
Kathputli nahi hu toh
Kyu milti hai zyada mussebat?
"Wo deta usiko jo leta sambhaal"
Ye kehna hai logo toh phir
Ek bhi khudko hai leta kyu maar ?
Ab ek ko mila rasta
Wo chahke na karpata sabko aazad
Btana kisiko wo murkh bna hai mushkil
Par murkh bnana aasan
Maanoge kehdu agar main ki
Tumse hai duniya or tum hi khuda ho ?
Maanoge kehdu agar
Dooja karta ni kuchh bhi jo tumse juda ho
Sunne aur ,hone mein achha
Hain dono alag din aur raat ka fark
Haan bhatke ko kehdena raasta sahi hai
Isse kya zyada bura ho ?
Ye kathputli shaant hai baithi
Chhupi uske haath mein kainchi
Ye dorein hain maane wo jabtak
Na qaidi bas ho na wo bhaybheet
Na marzi se chalne ki aadat
Toh laazmi k harek pag dagmagata hai
Girjana hi toh saboot
Sahara na hate toh gir bhi ni pata hai
Main banne ko raazi hu wo
Jiski chalne ko haatho se thaame tu ungli
"Tu mera kya lagta hai?" kuchh bhi ni
Kal tak main tum tha - Ek Kathputli
Dikhti nahi डोरें
Mujhko काबू karti hain jo
Bas mein nahi kyu khudke
Kathputli nahi hu toh
Dikhti hi nahi डोरें
Mujhko काबू karti hain jo
Bas mein hi nahi kyu khudke
Kathputli nahi hu toh

WRITERS

MaK MusicK

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other