LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

असमंजस

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Aate hain doraahe bade
Ek hai saaf par veeran
Par hain doosre mein kaante pade
Aate hain doraahe bade
Kisey chhodein ?
Kisey saath lein aur aage badhein ?
Karein ya na karein ?असमंजस
Chale ya thehrein ?असमंजस
Ghut lein ya marein ? असमंजस
Baith rahein dekhte ya sakein toh badalein ?
Sochu karein ya na karein ?असमंजस
Chale ya thehrein ?असमंजस
Ghut lein ya marein ? असमंजस
Baith rahein dekhte ya sakein toh badalein ?
Sochu k main sochu meri
Kya main poori tarah swaarthi banu ?
Ya sochu na meri main poora tarah tyaag hi karu ?
Ye dono hi kachotti kaleja
Kya indono k मध्य Taalaash raah ki karu ?
Andha bharosa bas Aankho pe patti baandni baaki
Ek jo bharni bas usse hai Dooji maang ni baaki
Dil se bolu dil se sunna hi bas iklauta zariya hai
Warna dil ki dikhaane ko sakta Phaad ni chhaati
Ke sabse sagaa kab na pta mera maans noch khaaye
Jaane kabse chalti phirti meri laash maut chaahe
Hai chahat ni jeene ki tabhi baaki hai jeevan
Agar ho pyaar saanso se toh ye bhi saath chhod jaayein
Poochein neeche kyu ?
Chadhne ko kheenchi taang ni jaati
Baatein khole sabki khol meri aankh ni paati
Aur mujhe uljhan mein dekh sab hairan bhi kaafi
Jab masle ho khudke toh samajhdaari kaam ni aati
Karein ya na karein ?असमंजस
Chale ya thehrein ?असमंजस
Ghut lein ya marein ? असमंजस
Baith rahein dekhte ya sakein toh badalein ?
Sochu karein ya na karein ?असमंजस
Chale ya thehrein ?असमंजस
Ghut lein ya marein ? असमंजस
Baith rahein dekhte ya sakein toh badalein ?
Bnata aur bigadta tu hi toh ye
Viraangi btaati hai k Thaka pada kaarigar
Sunne mein chahe taarkik na lage par ye
Hota hai mehsoos mujhe bhra kaafi khaalipan
Jab hona apna bojh lage lagne
Jeene se aasan maut lage lagne
Toh slaah hai k kisika na aadee bann
Na ban paaye haar toh na fansi bann
Chahte na beete kothri mein kaal
Toh Wo maarne se pehle tujhe kahenge haivaan
Kabhi jo tujhe maante the jaan
Wohi dekhte tujhe sochein ki kaise Chhoote jaan
Toh, na ban sake paayal toh na bedi ban
Jo Qaid lage aisi na haveli bann
Tu khidki nahi bane toh देहली bann
Fainsla hai lena tujhe soch zara
Karein ya na karein ?असमंजस
Chale ya thehrein ?असमंजस
Ghut lein ya marein ? असमंजस
Baith rahein dekhte ya sakein toh badalein ?
Sochu karein ya na karein ?असमंजस
Chale ya thehrein ?असमंजस
Ghut lein ya marein ? असमंजस
Baith rahein dekhte ya sakein toh badalein ?
Main kabhi bhed ni karna sikhata chhote bade mein
Chahte paana ho khaab badle mein Khone padenge
Phalo phoolo tum humesha hi ye dua rahegi
Par ginna पेड़ की छांव में कितने पौधे मरेंगे ...
Haan padhe tu galat par sahi pohncha hai paigaam
Hain swaarthi chasme sabke toh hota ni hairaan
Wo var chaahe khuda se balee deke kisi ki ?
Socho Phool ko toh maali khuda, khuda hai shaitaan
Tu hi toh tere ghar ka bhedi hai
Warna mann saaf hai jiska usne kab shanka dekhi hai
Taaqat maryada ki aisi k patthar ko taera de
Warna neeyat bigadne pe toh jalti lanka dekhi hai
Kya sunnke sabki karta Reki hai apni
Kya shanti se baith tune Kshamta dekhi hai ?
Nirbhar karta hai tujhpe k tujhme aag kitni hai
Hawaayein chingari bujhaati sholey bhadka deti hain
Karein ya na karein ?असमंजस
Chale ya thehrein ?असमंजस
Ghut lein ya marein ? असमंजस
Baith rahein dekhte ya sakein toh badalein ?
Sochu karein ya na karein ?असमंजस
Chale ya thehrein ?असमंजस
Ghut lein ya marein ? असमंजस
Baith rahein dekhte ya sakein toh badalein ?
Thaka daud k toh chal, chalke toh ruk
Ruk k thake toh baithjaa par tu hatho pe na haath rakh
Kahani ka hi bhaag ye charaN
Jab niklega saar toh ye sab hoga saartak
Na raah btaau itna bhi na kambakht
Par saath chhodne na jaau ghar tak
Ye Baatein untak pohonch jaayein badi baat hai
Magar kya baat ho jo pohoch jaayein wo baaton ki jaD Tak

WRITERS

MaK MusicK

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid, Sentric Music

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

None