LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

baarishein

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Bata kaise tere hote bhi mehsoos karu akela?
Kaise tere hote bhi inn goonj mai sautela
Ye phone ki harr awaaz bas lafz ho koi tera
Samay tha vo bada intezaar karra bhatera

Bas ek hi karm ek hi naksha meri samajh ka vo raksha ke kaabil na jo koi bhaav se hai khisakhta
Dhyaan rakh duniya main bina shiksha diye mard ka vo gusse mai aake gulam bura chaahne vaale ka
Jaanega, baate meri abhi ya kal maanega ki kabhi na thi teri na koi wazan tha uss vaade ka
Dukhe mere shabd inn main asar hora ganje ka baandh leja mujhe na koi dikkat apne aap se
Kayi karre kaand khud hi bhugta apna paap se

Icha ab kuch alag mujhe behtar banna baap se
Aur vo kehti mujhse pyaar karti thi kisi zamane main
Uss hi zamane ka main bas farak hai kamane main
Na bachi ab doori jo bhi chaha usko paane mai

Dhyaan deti kaash tu apne aap ko bhadane mai
Par nazar teri mazze aur aap ko sajane main
Sapne dekhe maine tere saath ghar basane main
Par lafz tere jhoothe aur barbaad hore bahane main

Giri tu aasmaan se cheer nikli narak se
Kaise mai batau ki kya bhaav hote marad ke, jo phone kaatke tere baate likhu peeche kawaj ke
18 varsh meri umar thi halat na the samajh ke, hai yaad vo harr laat jo thi pade jab hum naram the
Banna paida aisa kya batau bina sharam ke, par mauka hota alag toh khayal yu na garajte

WRITERS

Khush Malik

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other