Duniya jaake dekhu saath leke ghumu apne
Saath mere sage hai par tere bhai hai dalle
Umeed mein croron bapu kaata mere ganne
Maar padi bhot, padi belt, pade balle
21 umar mai launde aadhe pade nalle
Umeed main prosciutto abhi khaaye dahi bhalle
Madad bhi na maanga, ik laakh, kara kalle
Raat kara faisla subha utha bhare panne
Raaz mera paisa na ye mehnat ka usool hai
Fazooli pe na bhaagta apne aapi ki vasooli hai
Ek khoon ke na sage ab na hi koi kanoon hai
Bhool ke na darre hum khud ke kasoor main
Maa ke naam mercedes ek hunga jab mashhoor mai
Ghoomre apni gaadi main par meri vaali ghoor re
Saanp mere baju mai hi pal re
Jo dhund lega aaj vohi araam karre kal main
Apni kaamiyabi se hai bhag rahe jo jaane apna bas aur araam karre jag rahe
Raat 12 baje mere liye mar rahi
Vo jaane likhu gaane mai tab chaand ke sukoon mai
Haath mai kyu lage vo jo sapne abhi door hai?
Mai jeeyu apna likhit sarre karam chale khud hai
Pankh hai, baje gaana mera baja shank hai
Mere saath vaale jaane meri keemat ka na ank hai