Aisa lagta Hai Jaise Badal aa gaye Ghir Ke
Man ke Aangan Mein Rimjhim Barish Barse Phir se
Tumse Milne Ko nikalun Ab Main Kaise Ghar Se
Dekho Na Tumko to Naina Mere Tarse
Dil Ko samjhaun Kaise Mera Dil Bechara hai

Barkhaa Hai Badal Hai Bus Intezar Tumhara Hai
Itna To Tay hai ab Humko Milna Dobara hai
In Barish Ki bundon Ko Intezar Tumhara Hai
Mohabbat ka itna Hua Hai Asar
Nahin raston se Hatti Nazar
Meri chahton Se Tu Bekhabar
Humko nahi hai Khud ki khabar
Tere Bin Kya Kahu Mai kaisa haal Hamara Hai
Tere Bin Kya kahun Main kaisa haal Hamara Hai
Barkhaa Hai Badal Hai Bus Intezar Tumhara Hai
Itna To Tay hai ab Humko Milna Dobara hai
In Barish Ki bundon Ko Intezar Tumhara Hai
Main Janti hun Mere Humsafar
Tanha Kate na ab yah Safar
Yun Hi Rah Chalte Mili Thi Nazar
Jadu Chala Hai Tera Phir Is Kadar
Meri Aankhon Mein Ab Har Pal Chehra Tumhara Hai