LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Pichle Janam

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Ankhon mein teri mujhe dikhta hai kal mera
Sochun na tumko mein esa koi pal na mera
Apna ye kuch malakaton kaa hai nai hai raabta

Ke tera mera...

Tera mera pichle janam ka pichle janam ka
Hai koi na koi vasta
Tera mera pichle janam ka pichle janam ka
Hai koi na koi vasta

Tu ese mere zindagi mein hai
Ke jese dil seene mein
Tu chale mein chalun ruke jo tu
Ho mushkil jeene mein
Tu hai mera safar tu hi meri manzil or tu hi mera raasta

Ke tera mera...

Tera mera pichle janam ka pichle janam ka
Hai koi na koi vasta
Tera mera pichle janam ka pichle janam ka
Hai koi na koi vasta

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other