Janki nandan bhagti ke pure karne kaam aaye hai
Jhumo nacho gao re ayodha mein ram aaye hai-2
Ayodha mein hai mandir bana badaa ki nirala
Ho ram darshan kar ke man ho ujala
Ayodha mein hai mandir bana badaa ki nirala
Ho ram darshan kar ke man ho ujala
Ram ki chokhat se na koi khali jaye
Jhumo nacho gaon re ayodha mein ram aaye hai
Ram ki chokhat se na koi khali jaye
Jhumo nacho gaon khushi mnao ayodha mein ram aaye hai
Modi ji ka sapna hua hai sakar ho
Ram mandir ki cha chond dekhe sansar ho
Manjit gawad lekr ram ka naam aaye hai-2
Nacho gaon khushi mnao mere shri ram aaye hai