LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Shiv Jee Sada Sahay

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tu Hi Sawaare,
Tu Hi Sambhale,
Tu Hi Maalik, Ab Hain jeevan
Tere Sahaare…..

Tere Hawale,
Jo Bhi Hua Re,
Un Dukhiyo Ke Saare Dukh Ko
Pal Me Nivaare….

Om Namah Shivaay, Shivji sada Sahaay
Om Namah Shivaay, Gurujee Sada Sahaay
Om Namah Shivaay, Shivji sada Sahaay
Om Namah Shivaay, Gurujee Sada Sahaay

Sab Ke Mann Ki Sun Leta Tu
Kaise Har Ek Pukaar,
Har Sankat Ka Ek Nivaran
Woh Hain Tera Hi Dwaar,
Chalte Chalte Raah Pe Tere
Galti Karu Hazar,
Guru Jee Mere Maaf He Kar De,
Fir Bhi Tu Har Baar,
Fir Bhi Tu Har Baar,

Om Namah Shivaay, Shivji sada Sahaay
Om Namah Shivaay, Gurujee Sada Sahaay
Om Namah Shivaay, Shivji sada Sahaay
Om Namah Shivaay, Gurujee Sada Sahaay

WRITERS

MANTHAN PIMPLE

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist