LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Khwaishein Meri

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Karni thi tujhse baatein saari
Jaise chanda ko chandani pyaari

Phoolon ki rangaton ko
Bhawre bhi gun gunaye

Hawa bhi sunaye kahani

Rabb se duaon mein
manga tujhe hai Maine har baari
Nadi ko hai kinaro se
Kinaro ko nadi se
Chahat jaise yaari

Shamon ke manzar mein

Khawaishein meri
Tujh pe Jaa ruki
Lafzon mein mere
Tu hi tu baaqi

Suni suni raat mein Teri hi vo baat
Na jaane na vo kal aayega Tere saath

Khawaishein meri
Tujh pe Jaa ruki
Lafzon mein mere
Tu hi tu baaqi

Aasmaano mein taaro sa jagmagaye
Chaand ka haala bhi

Girti aus jaise patiyon pe
Chode apni si hi nammi

mehsoos karle mujhe

Khawaishein meri
Tujh pe Jaa ruki
Lafzon mein mere
Tu hi tu baaqi

Suni suni raat mein Teri hi vo baat
Na jaane na vo kal aayega Tere saath

Khawaishein meri
Tujh pe Jaa ruki
Lafzon mein mere
Tu hi tu baaki

WRITERS

Mann Taneja, Rukhsar Bandhukia, Shahab Hussain

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other