LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Raaste

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
"“Raaste”

Chal padha hoon me khud ko he leke par
Koi bhe paas nahi
Laakho chehre hai aankhon me mere
Par koi bhe saath nahi

Meelo aagya hu khud akele
Par raasta mila nahi
Meelo aagya hu khud akele
Par raasta mila nahi..

——interlude——

Khud ko dhundhu par mil na pau
Kya aasman mera nahi?

Chal padha hoon me khud ko he leke par
Koi bhe paas nahi
Laakho chehre hai aankhon me mere
Par koi bhe saath nahi

Hawaon mein, ek naya sa sur hai
Jo le chale mujhe kahi
Khud se milne ka jo vaada kiya tha
Ab manzil hai yahi kahi..

Chal padha hoon me khud ko he leke par
Koi bhe paas nahi
Laakho chehre hai aankhon me mere
Par koi bhe saath nahi "

WRITERS

Gourav Nagore, Mayank Thakur

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other