LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ek Ummeed

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Ek ummeed aakhri kyu bachi tumse
Ek ummeed aakhri kyu bachi tumse

Karni nafrat thi hame na hui humse
Karni Nafrat thi hume na hui humse
Ek ummeed aakhri kyu bachi tumse

Kyu ye dil bhoolna chahta hai vo pal
Jismein tune humein kar diya bedakhal
Kyu ye dil bhoolna chahta hai vo pal
Jismein tune humein kar diya bedakhal
Itni aawaz di rokne ko tumhe
Ansunaa chhodkar alvida kehgye

Tumse milna tha humein na milsake tumse
Tumse milna tha humein na milsake tumse
Door hona tha nhi kyu huye humse
Ek ummeed aakhri kyu bachi tumse

Abtalak raatbhar so mai paata nahi
Band aakhein karu tu dikhe aaj bhi
Aaj bhi teri yaadon me rotein hain hum
Mere rone ko tum bachpana kehgaye
Itni galat soch thi ye teri kabse
Itni galat soch thi ye teri kabse

Vo bachpana tha nahi pyar tha tumse
Vo bachpana tha nahi pyaar tha tumse
Ek ummeed aakhri kyu bachi tumse
Ek ummeed aakhri kyu bachi tumse
Hmmmm aakhri kyu bachi tumse

PUBLISHERS

Lyrics © ForeVision Digital

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other