LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Shamil Karo

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Humko bhi shamil kro
Apni mehfil Mein
Hum sunein hain aashiqon ki ye nayi aawam hai

Kya meri pehchan Lena
Itna lazim kaam hai
Aap kyu mere zakham se abtalak anjaan hain
Dekh ye aankhon me aansun
Mard ki aankhon me aansu
Aashiqui ka inaam hai

Or kuchh poocho na mujhse
Rok do ye silsila
Mai koi qafir nhi hun
Karlo shamil ek dafa
Apne jaison se milunga
Dil ke tooton se milunga
Loon salah or poochlunga
Unpe kya ilzaam hai

Humko bhi shamil kro
Apni mehfil Mein
Hum sunein hain aashiqon ki ye nayi aawam hai

WRITERS

Mayank Verma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid, ForeVision Digital

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other