Bas dost bante yelog mere saamne
Piche choora inke haath mai ye sab rakhte
India mai reh rhe par accent inke UK
Bolta koi na maatra basha cool bante chutiye
Ye dekhe aaju baaju ladki English bolre fat se
Aur bante ye log fake apne ghar-war ko chhodh ke
Maa baap ko pyaar de ye ladki-wadki kya hai
Haa zindagi mai milegi ek ladki uska saath de
Kabhi na kar fake shit asliyat ko leke
Agar wo life teri nhi toh phir chhodh de
Ye shit Teri life aisi nhi hai
Ban na kabhi fake nhi life hai mazak nhi hai
Kutte jaise log milenge unko fuck de
Bhokenge wo piche se lekin na kabhi waar krenge
Mujhe nhi chahiye log jinke 2 tarfa chehre
Mujhe nhi chahiye log jinke dil mai rhte paise
Mujhe nhi chahiye wo jinke haath mai rehte paise
Arey Bhai bohot kuch dekha apne aankh se
Maine apne aap sudhara mujhe jaise Bhagwan mai
Bhakt hoon mai khudka beta Zara dhyaan de
Ayy Likhta na mai fake shit dhyaan de
Sun meri baat , Zara meri gall sun
O maine likhe apne, gaane kalam typhoon
Ha Mai toh likhta apne gaane jaise dham-dhoom
Par phir bhi views milte less bata kya kahoon?
Ha mere gaane mai hi likhta ye hai sach baat
Kabhi na karu fake shit no fake baat
Ye saare nkli rappers copy krte west art
Aur kehte apne aap ko OG rappers fuck bars
Sabhi ne dekha jab mai tha akela ghar par
Koi na aaya milne jaise mai tha locked up
Scene tha fucked up dost mere jhaant par
Fake friends nhi banata bas banata bhai abh
Boht dekhe boht aaye scene Bana bye bye
Kabhi na madat krenge ye saale shy shy
Jaise hi goli chalegi jaise Thai Thai
Ye saale bhagenge aur ye hi bante bhai bhai
Main kabhi kisi se maanga nhi pyaar
Kyuki mujhe pata hai log bante saare khaas
Jab maal hota haath mai maa-baap jaaye bhaadh
Aur khaas bante saanp kya
Bas dost bante yelog mere saamne
Piche choora inke haath mai ye sab rakhte
Khwaab hai bade lekin jebo mein ab note nai
Likhta sach mujhe kisi ka bhi khaunf nai
Baap kheta tujhe kuch nai milne wala is rap
Seh lekin maa kehti beta apna hustle abhi rokh nai!
Yehi soch leke chal pada 18saal ka hoon ab
Nah back support lekin khudke peroh peh mein khada
Apne HAQ k liye lada haarke gira
Lekin sirh kabhi jhukaya nah
Dusro ko diya apne hiseh ka lekin khudke hiseh mein kabhi kuch aaya nah
Phir bhi muzhe tujhse kuch sikayat nah
Khudse khudko konsu har samay subha sham
Choti si yeh zindagi lekin bade Arman
Ab toh chhut chuki command
Baas bura chalra daur mera Kalam chalta Roz
Jana safalta ki aur hasil karna woh mukam
Jiske dekhe theh khwaab yehi muraad bana muzhe kaalse behtar
Thak Chuka ab ghar walo k taneh seh kar
Yaha koi dost mera dikhe nah
Yeh peroh ko paidal chalne ki
Yeh baandh kamre he janeh mere Raaz
Yehi peh biteh kitne bure halat
Yehi peh Tute kitne khwaab
Isiliye rehta khudke zone meh