Saath mere jobhi the wo toh saare chale gye
Abhi paas aake kehte ek gaana krne de
Jab kuch nhi tha tab koina mujhse puchta tha
Abh dheere dheere clout aane laga saare jaan gye
Dil par hit tha lean, ayy
Haqq se mai tha chapri, ayy
Boleh yeh G's kaalke fuchee
Tute nahi danth ye doodh k
Khada meh Teri clouth peh muth k
Apan fake nahi bajte. fate hum booth meh
Doh tin track toh banadu mood meh
bada maath baan tu choto se loot k..ayee
Mic Jab haath Mai Banda Mai alag he
Bolta nai jhut I'm spitting reality
Yeh chate Collab meh dunga nai fuck
Inke ye lame seh bars se kareh ye diss
Chatu nah kabhi mein kisi seh.bana mein khudse.
Jaa bete karle tu hustle kamiyabi nai milegi mufth meh
Beat yeh baje toh Kalam bhi rukhe nah
Paneh bhi bhardu yaha chote tere liye jaga nai
Bhonkte kutto ki sunta nai zyada
Tu Beth niche warna parega laffa
Yeh toh baas dogle log hai
Muzhe toh maut se daar nah
Isme nah mera koi fault hai
Maine toh pyaar dikhaya tha mila baas hate
Ab hate ko leke main chalu
Naah Karu mein batien fizhul ki
Samja tha tuzhe mein apna baas meri yeh
Meh likhta nai nashe meh Beth k ganeh
Tarif k naam peh yaha peh mileh baas taneh
Galle par dalle hai snakes , ayy
Jaale par lage hai names, ayy
Jaise mai khaby hoon lame, ayy
Gaau mai Tory ye lanez, ayy
Aasu hai mote ye fake, ayy
Copy na krta mai rap, ayy
Pehle mai krta tha haa, babe
Shawty ko bola I'll wait, yeah
Shawty ko bola mai I'll wait ,Mujhe na chahiye koi aur bae
Mujhe na chahiye koi aur bae, kyuki mai samne se numb bey
Mujhe na chahiye abh rum kyuki dimaag ho rakha hai bhand
Jan-ne mai laga mai sab se
Kon aate kon rehte sach mai
Aake dekh zara kaise mai I-town mai rehta
Rehta mai kam lekin pyaar hai mujhe gehra
Boht saare log kehte mera rap hai dheela
Saale 5 min mai dheela tera karke kuch dikha
Saath mere jobhi the wo toh saare chale gye
Abhi paas aake kehte ek gaana krne de
Jab kuch nhi tha tab koina mujhse puchta tha
Abh dheere dheere clout aane laga saare jaan gye