LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ram Siya Ram

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Prabhu Teri Sharan Main Aaye Hain Kar Do Kalian Hamara
Kuch Bhav Hriday Main Laye Hain Tum Bin Hai Kaun Hamara
Meri Laaj Tumhare Hathon Main Ab Tum Hi Ho Taranhara
Raam Siya Raam Siya Raam Jai Jai Raam

Jaise Shabri Ka Maan Rakha Uski Kutiya Main Aaye
Kevat Ko Bhi Jo Vachan Diya Raghukul Ki Reet Nibhaye
Jivan Ki Naiyaa Ko Kevat Ki Tumne Hi Paar Utara
Raam Siya Raam Siya Raam Jai Jai Raam

Hanumat Ko Tumne Sneh Kiya Mamta Ka Maan Diya Hai
Lanka Ka Raaj Vibhishan Ko Dekar Samman Kiya Hai
Bas Aese Hi Tum Ban Jao Na Mera Bhi Naath Sahara

WRITERS

VIKKI NAGAR, SUDEEP BANERJI, DP

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other