LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bam Bhole

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mere shankara
O bhola
Mera Dil tu

Tere hi jaisa
Dil mera
Bana de tu

Saanson ki tadpan
Ye bhatkan
Mita de tu

Aankhon ke aage
Jo kohra hai Wo hata de tu

Kya hai jeena bata
Jab ye duniya hai bhram
Saancha bas naam tera
Japta rahunga jab tak dum

Bam Bam
Bhole Bhole
Bam Bam

Do meri aankhein
Na dekhein
Jo dekhe tu
Jhanku main kaise
Iss mann mein
Dikh jaye tu

Maya ka darpan
Hai arpan
Meri yeh ruh

O mere bhole
Bas aja sun le meri ab tu

Kya hai jeena bata
Jab ye duniya hai bhram
Saancha bas naam tera
Japta rahunga jab tak dum

Bam Bam
Bhole Bhole
Bam Bam

Bridge

Shrishti bhi tujhse, drishti tujhse
Saari rachna tera kaam
Mera Mann chahe dar dar ghoome
Tere charno mein hai mera dhaam
Leta Rahoon main tera naam

Bhole!
Bam Bhole!

WRITERS

PInky Poonawala, Meghdeep Bose

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other