M R se hota hai..Mighty mighty mighty Rajuu
Hai vo chota bacha, par hai mann ka saccha
Karta hamesha kaam accha, samjho naa kal ka kaccha..

Mighty Mighty Mighty Raju Mighty Mighty Mighty Raju

Neutrino ki taakat mili use, karati ko pade laat aur ghoose
Kitne aaye hai aur kitne gaye, hai kuch puraane aur kuch hai nayee
Mighty Mighty Mighty Raju
Usne haar naa maani, chale na koi manmaani, jab seer se raju ne bande ki jaani