Ab har kahi dikhti hai tu,dikhti hai tu
Tujhe main apna banalu par
Na bana saku toh kaise jiyu
Mushkil ho Raha hai Rehna
Dinbadin tere bin Dinbadin tere bin
Lagta hai jaise tu hai saansein
Pyaar toh saccha hai mera
Pyaar toh saccha hai mera
Kyun darta hoon, hai kyun khud ka yeh haal yahin karu sawaal
Milogi mujhe hai iski umeed mujhe
Kyun darta hoon ,hai kyun khud ka yeh haal yahin karu sawaal
Milogi mujhe hai iski umeed mujhe
In sab mein hogi,humari hi jeet
Na kisiki kami jo tum aa chuki
Azaad hu ghar se jo banaya tha dar mein
Pyaar toh saccha hai mera
Pyaar toh saccha hai mera
Pyaar toh saccha hai mera
Pyaar toh saccha hai mera