Mere Shambhu, mere shambhu
Mere shambhu, mere shambhu
Kan kan mein, mere shambhu
Jag ke swami mere shambhu
Sab karm karta hua bhi akarta
Aisi hai teri maya prabhu
Aankho ki drishti se ojhal hai lekin
Saanso ki Mala mein basta hai tu
Mere Shambhu mere shambhu
Mere Shambhu mere shambhu
Kan kan mein mere shambhu
Jag ke swami mere shambhu