Lagte Teri ankhon se nain nishane
Pehli hi nazar se ham ho gaye deewane
Teri ankhon mein doob Jana
Mere khwabon mein tera Ana
Ham dil haray ho ke tumharay
Kyun pukaren aur dil waren
Teri ankhon mein ham kho jayen
Kyun Teri ankhon main dikhti jafa
Na mila tujhay kabhi lage Phir bhi khafa
Raaz dil ke de mujhko bata
Mein sab ki tarhan kabhi sab ka na tha
Kismat se Jana mehnat ko bara
Tabhi mein shayad hun gata raha
Qeemat in ankhon ki dariya hi tha
Jo sagar se mil kar bhi pani raha
Lagte Teri ankhon se nain nishane
Pehli hi nazar se ham ho gaye deewane